Aur jab ehsaas hua
Socha tha pahad banegey hum, Par ehasas nahi hua ki bhatee hawa tey hum. Socha tha neela aasman banagey hum Par ehsaas nahi hua ki gujar tha baadal tey hum. Socha tha ek ped ki jad banegey hum, Par yeh ehsaas nahi hua ki shaakon se girthey hue pathe tey hum. Socha tha sagar tath banegey hum, Par ehsaar nahi hua ki girtha hua lahaar tey hum. Socha tha nadi ka naam banegey hum, Par ehsaas nahi hua ki behta hua paanee tey hum. Socha tha din ka roshini banegey hum, Par ehsaas nahi hua ki doobtha sooraj tey hum. Socha tha ghar basayenge hum, Par ehsaas nahi hua ki raah ke raahi tey hum. Socha tha dil mein jagah bana lenge hum, Par ehsaar nahi hua ki ajnabee tey hum. Socha tha yaad ban jayenge hum, Par ehsaar nahi hum ki ek bura khwaab tey hum. Aur jab ehsaas hua ki bhuj tha diya tey hum; ghooma tha ek parinda ki tarah, Tho dhiki duniya. roya tha ek bacche ki tarah, Tho Jagi bechainiya. ek thoota hua insaan bana, Tho...